Skip to main content

Posts

55 ज़िद्दी महान लोग और उनका पागलपन

55 ज़िद्दी महान लोग और उनका पागलपन Ebook DOWNLOAD FREE PDF HERE 👇 55 ज़िद्दी महान लोग और उनका पागलपन
Recent posts

Divya Prerna Prakash

Divya prerna prakash दिव्य प्रेरणा प्रकाश किताब हर युवा को पढ़ना चाहिए । क्युकी इस बुक में जीवन को किस प्रकार जिया जाएं यह बताया गया है , और यह बुक स्त्री पुरुष , गृहस्थी , विद्यार्थी सभी केलिए अनुपम सामग्री है । दोस्तो इस किताब में बताया गया है कि सामान्य जीवन को किस प्रकार जिने से यौवन का ओज बना रहता है , और जीवन दिव्य बनता है ।  Download free Full book pdf (Divya prerna prakash) 👇 Divya prerna prakash

SARVASHRESHTH YODDHA

SARVSHRESHTH YODDHA By Abhishek aryaavart                    SARVSHRESHTH YODDHA..  Jo dar or chahat se mukt hai, dhyan jiska swayam ko shreshth banane mein trupt hai, jisko maut se bhi bhay na lage jisko kisi bhi rishte se koi chahat na rahe usi ke hathon mein talwar shokti hai, Jis ko fathey se nahin lagne se isko ho, is duniya ka sarwa shresht yoddha vahi kahlata hai, Tum is duniya ki sarjak!!!!   agar sun rahe ho to yah jaan lo.. Apne bacchon ki hamesha pariksha lete rahte ho naa! Aaj main tumhen ek chunauti deta hun, ""'Mushkilo Se Bhar Do Mera Har Rasta Katrinaiyo Aur Musibatose Se Bhar Do Meri Har Subha, Manzilo Ko Itna Dur Kar Do Ki Najar Hi Na Aaye Dhyan Mera Sirf Sangharsh Per Rahe Bus Ladte Ladte Mera Dam Nikal Jaaye""" Maut Ko Padhaai Ki Tarah Sath Rakhunga, JINDAGI KE MAIDAN MEIN MEIN VIRODH BHATI LADUNGA, "law of attraction ki bakwas agar sach hai!!" "toh mai is puri kaynat se jannat nahin jahannam ki aag mangta hun". jall

Me vs Me

Abhishek Aryavart  Versus Abhishek Aryavart                            ME VS ME  Fight for Yourself! Fight to make yourself Better! Even if it means dying daily! Fight for what you deserve! Never settle for less than what you deserve!  Beat Procrastination and all other bad Habits by creating new Habits Daily!  Habits can break you or make you!  The choice is yours!  Nothing is impossible! Your Hard Work will never ever go in vain! "I’ll fight till the FIRE IN MY HEART is not EXTINGUISHED! Until the MIND’S DESIRE OF PLEASURE in not RELINQUISHED! I’ll FIGHT AGAINST MYSELF even if it means DYING DAILY! Until the dream of begin WORLD CLASS isn’t ACCOMPLISHED" " I’ll fight to improve myself DAILY! TREMENDOUSLY! I’ll kill the ‘little me’ MENTALLY! Building ‘bigger me’ ENDLESSLY! I’ll create my own LEGACY! Expanding myself BRAVELY! I’ll fight I’ll fight like a WARRIOR LION HEARTEDLY!  BRAVELY! FEROCIOUSLY! "  - Abhishek Aryavart

IMPOSSIBLE IS NOTHING

********IMPOSSIBLE IS NOTHING******** Impossible kya hai??? Kuchi bhi nahi!  Sab kuch possible hai !  Dhiru Bhai Ambani – Kuch bhi nahi se Sabkuch banna diya !  Ekk Empire khada kar diya! Ese bhaut sare loog hai…  Jinke jeb me phooti kodi nahi thi… Paar marne se phale in logo ne Empie khada kar diya .. Kyoki Unko pata tha ki unko kya chahiye Paar use bhi zyada important, woo ye maante the ki wo yee karr sakte hai !  Too app kyo nahi ?? Usse farak nai padta app kaha se aye ho!  Usee karak nahi padta app kaha rahte ho! Usse bhi farak nai padta ki appke family garrib hai ya middle class hai..  Sirf akk chez se farak padta hai … Aur woo hai app !  Aur appka khudpe bharosa ki Mai Kuch bhi kar Sakta hu …  KUCH BHI SAB KUCH POSSIBLE HAI ! ANYTHING IS POSSIBLE  Jo app apne mind me maan lete ho wahi apki reality baan jati hai.  Mere pass koi Passe nahi hai! Business background nahi hai! Family support nahi hai!  Ye sab excuses hai !  Hamari limits hamne kuch banai hai , appne dimmag mai.!  Too

SUCCESS KA RASTA

SUCCESS KA RASTA Jindagi ke raste per aap aage badh rahe the,ekadam sidha Rasta tha Bina kisi disturbance ya confusion ke ekadam achcha smooth sa Rasta,per kuchh der bad aapke samne ek divergent aata Hai, Wo achcha sa smooth sa Rasta ab do raste mein baith jaate Hain, ek jata Hai Right ki taraf,  aur dusra Left ki taraf,  "ab aap ko choose karna padega ab ki aapko kahan jaana hai"  to ab aap donon rasto ko badi Bariki se observe karte ho,  aur aap ko dikhta Hai jo left wala Rasta Hai vah bahut sare "Nukile canto aur pattharon se bhara hua Hai" vha roshni bahut kam hai aur aage to ekadam andhera hai,aur upar Se kha Koi sign board bhi nahi Hai aur sabse bura vha per Koi foodprints bhi nahin Hai,  shayad aaj se pahle is raste per Koi nahi Gaya yah dekhte hi aapke andar ek dar paida hota Hai, Tabhi aapki najar chahti hai Right wale raste per ismein "Koi nukile pathar nahi Hai bahut smooth hai bahut sahi roshani aur sign board se bhara hua Hai"    aur is raste